Free Me Domain Kaise Register Kare 2021 ?? How To Register Free Domain Name ??

4.94 Download
Note: To prevent users from installing apk files from outside, Google Play has now added a warning when installing apks & mods. PlayProtect will tell you the file is harmful. Simply, just click “Install anyway (unsafe)”.
Grand Theft Auto V / GTA 5 v2.00 APK + MOD (Beta)

Information

NameFree Me Domain Kaise Register Kare 2021 ?? How To Register Free Domain Name ??
Category

Hello dost welcome to this website, Me aaj is post bataunga - Domain Name kya hai ?? free me Domain Name free me register kaise kare ?? , freenom se .tk .ga .ml .cf domain name free me register yani kharide kaise dost app toh Domain Name ka naam suna hi hoga. or Domain Name kya hai. app jante hi agar apko pata nahi hai. ki Domain Name kya hai. or free Domain Name kaise register karta hai. Or apne Website par us domain name ko add kaise karte hai ?toh app yeh puri jarur read kare.

hey dost agar blog banaya hai. toh Domain Name use karna chahata hai. toh yeh app toh free Domain Name use kar sakte hai.
Free Me Domain Name Kaise Kharide
Free Me Domain Name Kaise Kharide | How to Register Free domain name in hindi 2020







डोमेन नेम क्‍या है - What is Domain Name in Hindi



Internet ki world me har website ka web address hota hai. jaise wo web address brower me search koroge toh wo site yani jiska wo web address wo open ho jayega. kuch popular web address =>Www.google.com ,
www.facebook.com , www.youtube.com , www.blogger.com agar yeh popular site ke web address apne browser me open karoge toh app direct is website par pahach jayoge.
or hum jab banate hai. toh hummare blog ke naam ke sath domain bhi use hota hai. jaise
=>agar blogger par blog hai. toh kuch is traka hoga. technohindigyan.blogspot.com , or www.technohindigyan.blogspot.in

agar blog ko wordpress par banaoge. toh www.myhelptrick.wordpress.com . or www.technohindigyan.wordpress.com

itna bada domain name ko hota kar just myhelptrick.com rakh sakte hai. or naam yaad rakhne bhi asaan hoga. or browser karne ke bhi asaan hota hai. par me aaj is post me appko logo ke sath share karne wala hu.- domain name kya hai ?? free me domain name register kaise karte hai. me aaj is post me .tk .ml .ga .cf domain name ko free register hai. agar appko lagata hai. yeh powerfull nahi hoga free isliye toh don't worry dost yeh domain name .com , .in ke jaisa powerfull hai.


अपनी Website के लिए Domain Name कैसे खरीदे


Agar aap website banaya hai. Or website par aap blogspot.com domain name ko hota na chahate hai. Or aap pasant koi bhi domain name add karna chahate hai. Agar aap .com .net .in aisa koi domain use karna chahate hai. Toh aap 1 Saal ke liye just rs99 lena hota. Par hum sab free website banaya hai. Or free domain name register karna chahate hai. Toh aap badhi aasani se aapne website blog me free domain laga sakte hai. ??




Agar app sikhna chahate hai. free doiname register kaise karte hai. toh jarur niche diye gaye steps ko follow or asani se appne blog ke liye ek achha sa .tk , .ml , ga , cf domain name ko register kar lijiye.

Freenom se Free Domain Name Registration Kaise kare


free me me domain register karne ke bahut sare Website hai. Inme se frenom, Dot.tk best hai. Aap freenom se free me aapne website blog ke liye domain register kar sakte hai. Or us domain ko aapne blog website me laga sakte hai. Freenom par aap 4 tara ka domain name mil jayega. Jaise .tk .ml .ga .cf aap kisi bhi domain name ko register karke aapne blog website par set kar sakte hai.


Free me domain name ko register kaise kare ??



Agar App domain ko free register karna chahate hai. toh appko sabse freenom.com site ko open karna jaise ki .com , .in domain name register karne ke liye Godaddy.com , Bixrock.com site ko open karna hota hai. waise free me domain name ko register karne ke liye app sabse pahle =>freenom.com open kare apne browser me phir freenom site me apko log in karna hoga. jaise ki app apne - facebook , google , Microshop yeh 3 website se 1 id se log in kar sakte hai.




Steps 2:1. Ab appko jo bhi domain name chahihe wo yaha freenom ke search box par jo domain chahiye appko wo is box par dale or Check Availability ke button par click kare.
free me domain name kaise register kare
Freenom De free domain name kaise register kare



Steps 3:yaha par apne jo name freenom box par dale the wo yaha Available and not Available do hi show karega. apko available domain ke samne Get It Now button par click kare.
free me domain name register kaise kare
How to Register Free domain name in hindi

Iska matlab hai ki app wo domain name ko select kiya hai. par abhi apko kuch trick follow us domain name ko Apne Account par order dena hoga.

###facebook par friends ka tag hone se kaise roke



Steps 4: Ab GET IT NOW par click karne ke bad app Jis domain name ko appne select kiya hai. uske uper me Checkout par click kare.
blog ke liye free domain name register kaise kare
How to register free domain name in hindi


Steps 5:Ab Yaha par appko domain name ka period choose karna hoga. ki app kitne samay ke liye free domain use karna chahte hai. yaha se app 12 month yani 1 year tak free domain name use kar sakte hai.toh app yaha jitne time ke liye yeh domain karna chahate hai. wo uske bad "continue" button par click kare.
blog ke liye free domain name kaise register kare
Free me domain name register kaise kare aapne blog website ke liye



Steps 6:yaha par app do options dekh sakte hai.
1.Apna Email dale pir "verify my email address" par click kare.

2.Apne jo pahle freenom create kiya tha wo yaha se log in.
free domain name register kaise kare
Freenom se  free domain register Log in page

####blogger template download karne ke best website list



Steps 7:Agar apne iske age steps par apne email id dala tha. Email account open kare or freenom se jo mail aya hai. uspar click kare yaha par mail par apko ek link show hoga us par click kare.

jab app us link par click karoge toh direct ap niche pic ki para chaha jayega.

Agar app age steps par apne accoumt ko log in kiya tha. toh same page open hoga. follow this picture. app apni details dale.
free domain name register kaise kare
Blog ke liye free domain name register karne ke liye aap details type kare.
blog ke liye free domain name
FREE DOMAIN REGISTER KAISE KARE
form kuch is tara hoga. jaise Your Details>>

  1. First Name>> yaha par Ap apka First Name dale.
  2. Last Name>> yaha par Ap Apka Last Name dale.
  3. Company Name>> yaha par ap apne blog yani website ka name dale.
  4. Address 1>> yaha ap apne Address dale
  5. Zip Code>> yaha par ap apne city ka zip code dale. jaise me west bengol me rehte hu. or zip code 731222 agar apne zip code pata nahi hai. toh app apke rehne walo me se kisi ko puch sakte hai
  6. City>> yaha par apne City ka naam dale.
  7. Country>> yaha app country select kare.
  8. State/Region>> yaha ap State/Region ko select kare.
  9. Email Address>> yaha app Email Address dale.
    ###Google par gmail account kaise banaye??
  10. I have read and agree to the Terms & Conditions>> ke samne thik kare.
  11. Sab detail dalne ke baad Complete Order>> par click kare.
Steps 8:Well done ab domain name register hochuka hai. ab apke samne jo open hai. yaha par apke domain ka order number milega app number ko note karlo.
domain order number note kare
Free domain name kaise khatide :Domain name order number.


Premium Domain Name Kaha Se Kharide ??




Kya Aap .com .in .net Jaisa Domain Name Kharid Na chahate hai ? Kya Aap .com .in Domain Buy karna Chahate hai ? Aapke Dimag me Yeh Jarur Sawal hogo .com .in .net jaise Domain Name free me Register / Kharide Kaise ? agar aap bhi aisa Sochte hai Toh Aap Bilkul galat sochte hai. .com .in Domain Kharid ne Ke Liye Payment karna padega Tabhi Aap .in .com jaisa Domain Register kar sakte hai..


Premium Domain Name Register karne ke Best Website list




Agar Aap apne Website Profession Jaisa banana chahate hai Toh Aapko Premium Jaise .in .com jaisa Domain Registration karna bahut hi Jaruri hai Aap thoda paisa Invest karke Ek Achcha sa Domain buy kar sakte hai.. Abhi toh Rs 99 (Indian Rupees) Me Mil raha hai .com .in .xyz .Tv Jaisa Domain .

Domain Name Buy Karne ke Best Website list: Domain Kaha se Buy kare?
  1. https://www.bigrock.in
  2. https://in.godaddy.com
  3. https://www.namecheap.com
  4. https://easydns.com/
  5. https://www.domain.com/


Freenom Se Free Domain Name Blog Me Setup Kaise Kare ?



Freenom Se Free Domain Name Blog Me Setup Kaise Kare ? Free Domain Name ko Blog par add kaise kare ?


Kya Aapne Freenon Website Se Aap Free Domain name Register kiya Hai Ab Blogger par add karna Chahate hai Toh Niche Diya gaya Steps Ko Follow kare .

hello dost Ab Apne sikhliya domain name kya hai ?? free domain name ko register kaise karte ?? dost agar free domain register karne me koi problen aaye toh mujhe comment bataye me apki help karne ki koshis karunga. me next time domain ko blog par add kaise karte hai ? agar is post app pasant aya toh jarur social media par share kare.



Tag:Free me blog website ke liye domain name register kaise kare hindi me jankari! Blogspot.com / blogspot.in hatakar apne pasant domain name register kaise karte hai ?? Freenom se free me domain name kaise khadhiye / buy kare full guide ?? Domain name kya hota hai puri jankari ?? What is a domain name in hindi full guide ?? How to buy free domain name in hindi ?? .tk domain kaise register kare free me ?? .ml domain kaise free register kare hindi me ? Freenom se free domain name Register kaise kare ?? Free Domain name use kaise kare ?? Free domain name kaise kharide or aapne website blog me aad [ lagaye] kaise kare ?? Blog website ke liye free top level domain register kaise kare
Mới hơn Cũ hơn
Gangstar Vegas v6.8.0e MOD APK + OBB (Unlimited Money/VIP 10)
Poppy Playtime Chapter 1 v1.0.8 APK (Full Game)