Gmail Account Kaise Banaye

4.94 Download
Note: To prevent users from installing apk files from outside, Google Play has now added a warning when installing apks & mods. PlayProtect will tell you the file is harmful. Simply, just click “Install anyway (unsafe)”.
Grand Theft Auto V / GTA 5 v2.00 APK + MOD (Beta)

Information

NameGmail Account Kaise Banaye
Category
Gmail Google Account kaise banaye ? Aapna Khudka Email Address Kaise banate hai ? Google par aapna Gmail Id kaise banaye Hindi me puri jankari ? How to Create A Gmail Account In hindi Full Guide ??

Hello dosto, Me Riajul Aapka Dost Or Aaj phir se Ek baar Swagat karta hu humare Site par. Dosto Aaj Hum sikhenge ki Gmail account kya hai or google par email account kaise banaye ?? Aaj ke jamana me agar app ke pass gmail id [account] nahi hai. Toh app jarur appka gmail id bana liye. gmail ek aisi cheze jo har andrond mobile istemal karta hai.





Email id aaj kal har jage par use hota hai. jaise School, college, bank online transaction ho, college, Banks, Government offices, jobs, marketing , Yaha tak ki aap jo computer, laptop, mobiles chala rahe hai unme bhi bahut saare software, Apps, registration, online shopping. etc. Email account/I'd ki jariye hum kisi ko massage yani mail bhej sakte hai. Massage ke sath aap photos or document bhi send ki ja sakta hai.



Email Account kya hai ??



Email id facebook messenger ki tara hota hai. jaise fb messenger me massege ,photo, kisi ko sent kar sakte baise Email id se kisi ko massege photo , Document sent kar sakte hai. kisi dusre ko sent kiya kuch document, massege , photo receive kar sakte hai. Email id banane ke koi site jo app bari asane se bana sakte hai. jaise gmail , yahoo , hot mail,Microsoft yaha jis site par email banaogi. pahle to aap jo apni username choice karte hai. or dusri Google ki virtual id jo change nahi hoti hai. mail id appki jo "username" type koroge. uske bad @ pir mail site ki website .
jaise agar gmail par Email id banayoge toh Info.hindimejane@gmail.com
hot mail me banayoge toh ******@hotmail.com
yahoo me banayoge toh
*******@yahoo.com ki tara hoga. Par me aapko Gmail Par ID banakar dikhauga kyuki ye Google ki Service hai.



Gmail Account me kya Kya kar sakte hai ??



  • Sabse pahle janlo ki gmail id bina android mobile use karna bahut muskil hai.
  • Gmail ke maddad se App internet har site par Account bana sakte hai.
  • Aap internet par koi bhi account banaoge toh sab jagha par aapko gmail account ki jarurat paregi.
  • kisi free mail kar sakte hai.


Google par Gmail Account kaise banaye ??



Steps 1: Sabse pahle App Apna browser me Gmail.com open kare.


Steps 2: Ab "Create Account" par click kare.



Steps 3: Ab apko Gmail Create karne ke pura form fill up karna hoga. Toh choliye Dekhe Niche Steps By Steps


1.Name - Yaha par Aap Aap jo bhi name Se Google Gmail Account Banana Chahate hai wo Name Dale: First Name me Aapka Just Name Dale Or last name me Aapka Name ke Title dale.


2.choose your username - yaha par apko username choose karna hoga. note: lakin dhayan rakhe oh username pahle se kisi ke pass honi nahi chahiye. jaise mera Email
info.hindimejane@gmail.com yaha mera username Info.hindimejane hai. Aap aaisa hai ki Username Name choose kar sakte hai. Agar aap jo Username Choose Karna chahate ho Wo Username pahle kisi ne Create kiya hai. Toh Aap Wo Username Use nahi karte hai. Is liye aap dusre Username choose kare. Aap Username Aaisa bhi Rakh sakte hai. AapkaNaam007, AapkaNaam.
3.Create a password & confirm password - me app password choose kare. jo agli baar account par log in hone me lagega. aisa password choose kare jo dusre ko pata na chole. 2 box par same password type kare. Ek Dum Strong Password Use kare jo kisi ko Na Pata ho Or na hi Aapka Account Use kar sakte hai.


4.birthday - Is me apko birthday Choose karna hoga. Aapka Date of Birthday Select kar hai. jaise ki aapka Janamdin(Date/Month/Year) Select kare.


5.Gender Yaha par aapko Aapna Gender Select karna hai. Jaise aap Agar male ho toh Male select kare. female toh Female select kare.[Yaha Aap 3 taraka Gender Dekh sakte hai . jaise Male/Female and others me se kisi ek ko select kare.]

6.Mobile phone me apka mobile number dale.[Mobile Number Me wo Mobile Number dale jo aapke pass hai. Kisi or ka Mobile Number na dale . Kyu Aapko Google Team ke taraf se Ek Message aayega Jisse Ek Verification Code Hoga. Wo code Next Steps Me Jarurat padhegi. Is Liye wo Mobile Number Dale Jo aapke pass hai ya Aapke kisi Ke pass hai jo Verification Code pa sakte hai.]


7.current your Email address: agar appke pahle se koi emai address toh app yaha dale. app blank bhi rak sakte hai.


8.prove you're not a robot - iske niche wala box me apko right mark (thik) karna hoga.


9.Location - me app apka country select kare. Aap kis Country se hai. jaise India, Pakistaan, Bangladesh Aapne Country Ko Select kare.


10.I agree iske samne box par mark yani thik karna hai.

Ek baar Aap jo bhi Type kiya hai. Wo thik hai ki Thik se Check karle. Saari jankari bharne ke bad aap "Next Step" button par click kijiye.

Steps 4: Jaise Hi Aap Next Steps par click karoge. Ek Pop up page Open hoga Aap thoda Niche Scroll kare . Or I AGREE button par click kare.


Steps 5: Age Steps me Apne jo mobile number select kiya tha. us number par ek gmail ke taraf se massege ayega wo msg me 6 digit ka code hoga. Pahle Wo code dale . phir Continue button par click kare.

Agar koi bhi karan aapne mobile me message nahi aaya hai. Toh aap niche TRY AGAIN par click kare .


Dosto jab Aap Aapne mobile number se Gmail Account ko Verify karloge Tabhi aapka New gmail account bangaya hai. Ab aap Gmail Account ke Home Page par jake dekh sakte hai .


Email me login kaise Kare ??



Dosto Ab aapka Gmail Account bangaya hai . Agar Gmail Account ko login karna chahate hai . Toh aap Niche Steps ko Follow kare .

Abhi aap firse www.gmail.com par jaye. Or Sabse pahle box username me apna email id [jo abhi abhi banaya hai] Dale. Phir password me jo aapne Gmail Google Account ke password rakha hai wo password dale. aur phir Niche Sign In Button par click kare bas ho gaya.



Google Account ke Extra Tricks



Dosto App Gmail ya Google Account se Google ke kisi Product Site Jaise ki Youtube, Blogger, Play Store etc . log in yani Sign up kar sakte hai.

Toh dosto kaise laga aap logo ko humara aaj ka yeh post Gmail account kya hota hai ? google par gmail account banaye ? Ummid karte hain aap logo ko aaj ka yeh post pasand aaya hoga because Agar aapko is post me koi sawal hai. toh comment kare. post kaise laga mujhe bataye internet ke koi bhi problem ho toh comment kare. post share dost ke sath.
Social Media ke bare or duste post padhne ke liye Yaha click kare





Social media jaise Facebook, Twitter, Whatsapp, Google[Gmail, google+, youtube] ke bare koi sawal hai toh is post ke comment me puch sakte hai..??


Topic:How to Create a Gmail [Google] Account full guide in hindi ? Google Par gmail [Email id] Account kaise banaye Hindi me puri jankari ? Gmail Account kaise banaye hindi me jane ? Mobile se google gmail account kaise banaye ? Free me google par email kaise banane ? Email gmail id [Account kaise banate hai ? Full guide in hindi, Gmail account kaise banaye hindi me puri jankari!
Mới hơn Cũ hơn
Gangstar Vegas v6.8.0e MOD APK + OBB (Unlimited Money/VIP 10)
Poppy Playtime Chapter 1 v1.0.8 APK (Full Game)