Hello dosto is samay har koi WhatsApp use karta hai.Har kisi ke pass 50+ WhatsApp number hota hai.aur kam se kam 5 group toh hota.toh manlo friends ki 50 Se 10 number yani WhatsApp user video ya image 10 bar apko Share karta hai. Aur 10 bar same video ya image download ho jata hai. Aur ap jis video ko download nahi karna chahata hai. Wo bhi download hoja ta hai. Don't worry dosto me aaj is post me apko bataunga ki WhatsApp par koi bhi media file ko auto download kaise band kare.
WhatsApp par auto download band yani off karne ke fayda kya hai ??
Hello dost auto download karke aapke fayda hi fayda.Jai࿅⛏⛏se aapko koi video ya sent karega toh wo video ya image apke phone par pahele se download kiya hua toh app video ya image ko download nahi koroge toh download nahi hoga. Jab app download koroge tab hi download ga.
►App ka yaha par faltu data nahi khorach hoga.
►faltu time nahi miss hoga....
- Website Kaise Banaye
- Website Par New Post kaise likhe | Google Par Photo Upload Kaise kare
- kisi bhi lock apps ko unlock kaise kare [Application Ka Lock kaise Khule]
- Website ke liye Template themes download karne ke best site list
- Kisi ko kisi bhi Mobile Number se call kaise kare
- Best Motivation Quote Sms in Hindi
- Mobile Number track kaise kare
WhatsApp Auto Media Download Band Kaise kare ??
Hello dosto auto band karna koi muskil bat nahi hai. app asani se appne WhatsApp ke auto download band kar sakte hai.mere diye gaye steps just follow koro =>WhatsApp Me Auto band kaise kare.
Steps 1>> Sabse pahle app WhatsApp open kare. ab WhatsApp ke top me 3 dot(option) par click kare.
pir Setting par click kare.
Steps 2>> Ab data usage par click kare. jaise pic dakhe
pir ek pop page open hoga yaha app seting kare>> jaise
1.When using mobile data.>>
[iska mat lav hai.jab tumhare mobile on Rahega tab tum kuch file download karna chahate ho.]
2.When connected on wi-fi>>[iska mat lav hai.jab tumhare Phone roaming me Rahega tab tum kuch file download karna chahate ho.]
3.When Roaming>>[iska mat lav hai.jab tumhare mobile on Rahega tab tum kuch file download karna chahate ho.]
App yeh 3 no me kya seting karna hai.ek,ek,ek karke karlijiye.
jaise pic dakhe or
ab aap ko photo and video ko
unmark karke ok par click kar de. agar chahte hai ki just image auto download ho toh app photo ke samne thik karde.
App apki setting kare. jaise photo,auto,video,kya download karna chahate ho.
To Friends Aap ab jan chuke hai kaise WhatsApp auto download band kare.Agar aapka WhatsApp se sambandit koi bhi sabal ho to
aap comment karke puch sakte hai.
=>WhatsApp ki or jankari ke liye
=>yaha click kare
- Kisi ka Bhi WhatsApp Account Hack kaise kare ??
- Websites Blog me liye Free Domain Name Kaise Register Kare
- Facebook Video Download Kaise Kare
- Facebook Account Block kyu hote hai ? Blocked hone se Kaise bachaye
- Gmail ya Play Store Account Kaise banaye
Tag:WhatsApp par Video/Image ko Auto Download hone se kaise roke ?? WhatsApp par Auto downloading KAISE BAND KARE ?? how to video image auto download off on whatsapp in hindi ??
Report